nirvachak list me apana naam kaise submit kare online

online voter id submission

Kya aapaka Voter LIst me naam nahi hai Jabaki age 18 saal ho chuki hai?
DO not worry! main yaha aaj aapko batane wala hoon ki kaise aap online voter list me apane naam ko  submit kara sakate hain.

Jaisa ki aap bhi janate hain ki ye poori duniya internet par aadharit ho gayi bahut saare kaam hain jinako internet ki madad se hal kiya jasakata hai. Aese me chahe wo kaam kisi exam ka form bharana ho ya fir voter id ke liye apply karna ho yaha se aasani se kiyaja sakata hai.

Aap tabhi vote de  sakate ho jab aapaka naam nirvachak list me ho. Yaha  main aapako bataunga ki kaise aap online apply kar sakate ho taki aapaka naam bhi is list me aa jaye. Mere dvara bataye gaye saare steps ko follow kare aur yadi kahi koi dikkat ho rahi hai to comment karke hamase pooch sakate aapaki poori sahayata  ki jayegi.

Online Nirvachan LIst Me Apana Naam Kaise Add Kare?

niche diye gaye saare steps ko dhyan se padhe aur follow kare:
step1.
niche diye gaye link par click kare aur aapake samane ek form khulkar aayega yah PRAROOP-6 form hota hai.
step3.
Is form me saari chijen sahi sahi bhare.
form ka praroop kuchh is prakar se hoga.

Jab aap form ko poori tarah se bharle to use submit kar de. Kuchh samay tak Apaka form UNder Process Rahega aur jab aapaka form verify ho jayega to fir aapaka naam voter list me show karega.

vote se related koi jankari yadi paani ho to aap isake official website oar dekh sakate hain

yadi form me kuchh samajh me nahi aa raha hai to aap apan village ke BLO se samparkkar sakate hain Jisase ki Form bharne me aapako aasani bhi rahegi aur fir bhi aapako koi prashana yaha par poochana hai to bilkul comment kar.

Final word:

online voter List me apaana naam kaise add karne ya fir isake liye kaise apply kare aaj aapane jana.
agar pasand aaya ho like jaroor kare.
Thankyou.

ise bhi padhe:
Google par apana photo kaise uploadkare

Comments