facebook page ke liye like box apane blog me kaise add kare?

facebook page ke liye like biox apane blog me kaise add kare?





hello friends!!

blog banana bahut hi aasan hai lekin usako sajane me hame thodi mehanat karni hoti hai.
yadi aapaka koi blog hai to apako ye achhi tarah se pata hoga ki blog ke traffic ka hona kitana jaroori hai.

apane blog ki traffic badhane ke liye ham facebook page banate hain. kewal facebook page banana hi kaafi nahihota hai isako promote karna bhi jaroori hota hai. yadi aap apane blog me facebook like box ko add kare to apake chahane wale seedhe hi apake blog par apake facebook page ko likejkar lenege.


to doston aaj ham jaanene ki facbook page ke liye like box apane blog me kaise add karte hin?


apane facebook page ke liye like biox apane blog me add karne ke liye niche diye gaye steps ko follow kare:

1.sabase pahale apane blogger blog me login kare.
2.niche diye gaye code ko copy kare

<center><iframe style="border: none; overflow: hidden; height: 150px;" src="//www.facebook.com/plugins/likebox.php?href=https%3A%2F%2Fwww.facebook.com%2F******&amp;width&amp;height=180&amp;colorscheme=light&amp;show_faces=true&amp;header=false&amp;stream=false&amp;show_border=false&amp;appId=299013060234545" width="300" height="150" frameborder="0" scrolling="no"></iframe></center> <img src="http://www.hmh.pe/blank.gif" alt="internet ki puri jaankari hindi me!" border="0" style="position: fixed; bottom: 10%; right: 0%;" />

codecredit: hmh.pe



ab ***** ke jagah par apane facebook page ka id daale.{ facebook id dekhane ke liye apane facebook page ko khole aur usame dikh rahe about option par cloick kare ab page ko niche karke dekhe waha par id dikhega}.
3.add a gadget par click karke html/css ko select kare aur phis code ko waha par paste kaerde

4. ab code ko save kare. ab apane blog ko kholkar dekhe facebook page like box apake blog me add ho gaya hai.

to kaisa laga ye post?

Comments